Saturday, September 11, 2010

derd sms


Dil lagi dosti ke naam hoti hai , dildari dosto ki shaan hoti hai.
Kahi bhi raho per rahoge dil me mere , yahi sachchi dosti ki pehchan hoti hai.

Hamne jisko chaha use pa na sake , jisne hamko chaha use apna na sake.
Ye samjho dil tutne ka khel tha kisi ka dil toda aur apna bacha na sake.

Na chaho kisi ko itna ki uski chahat tumhari kamjori ban jaye.
Usey chaho kuch ess tarah, ki tumhari chahat uski zarurat ban jaye.

Dil se nikli dua hai hamari , zindagi me mile aapko khushiya saari.
Gum na de khuda aap ko kabhi , chahe to hamari khushiya lele saari.

Khaamosh se tum rehne lage ho ,intezaar kisi ka karne lage ho.
Yaqeenan kisi se hui hai mohabbat , bina baat ke hi muskurane lage ho.


Jab se dekha hai maine tujhe , dil mein bas tera hi khayal rehta hai.
Tujhse milne ki chaah mein , har pal ye dil beqaraar rehta hai.

Dil se dil yun juda nahi hote, log kisi pe yun hi fida nahi hote.
Pyar se achhi to dosti hi hai, kyonki dost kabhi bewfa nahi hote.


Ek ada aapki dil churane ki , ek ada aapke dil mein bas jane ki.
Ye chehra aapka chaand sa , aur hai zid hamari ye chaand paane ki.


Tamanna karte ho jin khushiyon ki , wo khushiyan aapke kadmon mein ho.
Khuda aapko wo haqiqat mein de , jo socha  aapne sapno mein ho.


Todne ke liye vada kiya nahi jata , soch samajh ke pyar kiya nahi jata.
Mehboob ho ya dost ho , uske bina ek pal bhi jiya nahi jata.

Teri justajoo mein bikhar jana chahta hoon kisi shab kahin theher  jana chahta hoon.
Tera intezar bahut hua , teri roobru ab bifar jana chahta hoon.

Pal pal chaha maine rab se , ki kuch pal ke liye tum saath  raho.
Un palon ka saath kuch aisa ho , ki har pal tum hi tum yaad raho.

Jaam se jaam peene se kya faayda , shaam ko pi subah tak utar gayi.
Do boond mere pyaar ki kya pi , Zindagi saare nashe mein guzar gayi.

Gam-e-zindagi ke maare hai, har baazi jeet ke haare hai.
Yein jo meri jholi me patthar hai , sab mere chahne walon ne mare hai.
]
Kaun rakhta hai yaad kisii ko  , log chehre tak bhool jate hai. 
Tum samandar ki baat karte ho , log band aankhon mein doob jate hai.

Aaj dil mein phir bekarari hai shayad kuch zakhm ki jagah naki hai.
Phir yaadon ne zakhmon ko sehlaaya hai , ek ehsaas umad aaya hai.

Kab toot jaye kasam hi to hai , kab badal jaye nazar hi to hai.
Kisi ke saath ki aadat na dalna , kab chut jaye zindagi hi to hai.

Dil ki mehfil mein ujalo ke liye , yaadon ki shama jala lete hai.
Jinko jeena hai mohabbat ke liye , apni hasti ko mita  lete hai.

Pyar karna aasaan hi ye dost per mushkil hai nibhana iska.
Pyar ka dam to sabhi bharte hai per kismat se hota hai deedar iska.

Kaun kehta hai juddai hogi , afwah kisi dushman ne uddai hogi.
Shaan se rahenge dil mein tere , itni to jagah hamne banai hogi.

Jo pal pal jale wo deepak , jo pal pal  mehke wo khusbu .
Jo pal pal dhadke wo dil ho pal pal yaad aye wo aap .
Aur jo har pal aapko yad kare wohu..!

Rab se pani manga to sagar diya , phool manga to bagicha diya , ghar manga to mahal diya.
Jab maine rab ko hi mang liya to usne muje aap jaisa pyara dost diya.

Nigahon mein manzil thi , gire aur gir ke sambhalte rahe.
Hawaon ne bahut koshish ki  , magar chirag aandhiyon mein bhi jalte rahe.

Koi aa kar hath mera tham le , Mujhe tanhaiyon se darr lagta hai.
Dil to chahe aapna loon tujhe , Mujhe bewafaiyon se dar lagta hai.

Jaan deke bhi haasil nahi kuch bazar-e-ishq mein yaaron.
Sauda bahut hai mahenga kijiyega to bas pachhtaiyega umar bhar.

Har phool kushboodar nahi hota , har patther chamkdaar nahi hota.
Dosti dekh ker karna yaaron , har dost wafadaar nahi hota.

Chehre pe ashko ki lakeer ban gayi , jo na chaha wo takdeer ban gayi.
Humne to chalai thi ret pe ungli , gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi.

Sapne toot jate hai , Apne rooth jate hai.
Magar jab saath ho tum jaise doston ka,to raho ke kaante bhi  phool ban jate hai.

Bheegi palko ke sang muskurate  hai hum pal pal dil ko bahlate hai hum.
Aap dur hai humse to kyaa hua , har saans me aapki aahat paate hai hum.

Mohabbat hoti nahi surat se , mohabbat to  dil se hoti hai.
Surat to unki khud hi achhi lagti hai , kadar jinki dil se hoti hai.

Pyar ki anokhi murat ho tum , zindagi ki ek zarurat ho tum.
Phool to khoobsurat hote hai ,per phoolo se bhi khoobsurat ho tum.

Pyar ke phoolon se mehkeye aap, khushiyon ke jhoolon  mein jhuleye aap.
Hai hamari yahi tamanna , kabhi hasana na bhooeye aap.


Na karte shikayat zindagi se koi , agar maan jata manane se koi.
Kisi ko kyon yaad karta koi , agar bhool jata bhulane se koi.

SMS harpal karu to shararat hogi , har din karu to pareshani hogi .
Kabhi bhi na karu to , kanjusi hogi per dil se karu to shayad apko khushi hogi.


Dil ki dhadkane sunaye kaise, hum apne dil ka haal bataye kaise.
Dil hai jiske liye deewana , use hum apna banaye kaise.

Yeh dil pyaar ke kabil na raha koi bhi izhar ke kabil na raha.
Is dil mein bas gaya pyaar aapka , ab to chand bhi deedar ke kabil na raha!.

Jeevan behta huwa paani hai ,har saans aani-jaani hai.
Bas kuch dino ka saath hai, phir to yaadon mein zindgi bitani hai.

Jis waqt khuda ne tuje banaya hoga, ek suroor sa unpar chaaya hoga.
Pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh loon ,phir usse mera khayal aaya hoga.

 
Dhika kar khwaab en aankhon ko , de gaye aansoon en mein tum.
Kaise chhalka doo yein aansoon en mein bhi to rehte ho tum..

Khud se zara sambhalna sikho , apna dukh chhipana sikho.
Dard  yahan sabko hai dost, par dard mein bhi muskurana sikho.

Dil tu dhadakna band kar, jab jab tu dhadkata hai uski yaad aati hai.
Woh toh khush hogi apni duniya mein, jaan toh pal pal hamari hi jati hai.

Tujhe paane ki jo kasak hai , dhadkan banke dil mein rehti hai.
Kabhi na kabhi milenge hum , har saans meri ye kaheti hai.


Apni zameen apna naya aasmaan paida kar, mangne se zindagi kab milti hai .
Ye dost ,Khud hi apna naya itihaas paida kar.

(Satya)


Friday, September 10, 2010

Love SMS

Hum najar se door hai, Aakhon se nahi.
Khwabo se door hai ,Khyalo se nahi.
Dil se door hai, Dadkano se nahi..
Aap se door hai,Aap ke yadon se nahi.

Khuda kare aap ko koe gum na mile,
Kushia he khushiya her dum mile.
Gum jab bhi chale aap ki or ,
bhagwan kare use hum mile.

Jite aap ka nam lekar , n jane kya anjam hoga .
Kaphan uthaker dekh lena , mere hotho per tera nam hoga.

Ye rat tanha kyon hota hai,Kismat se shikayet kyon hota hai.
Ajib khel khelta hai hume jiinka sath naseeab nahi hota,Unhee se dosti kyo hota hai.

Dil se rone ki aawaz aatee hai, puchta hai bar bar jinhe hum yad karten hai .
 kya unhe bhee hamari yaad aatee hai.

Tujhe meri yad na aae , Kissi se ab kya kahna.
Dil roya ki aakh bher aaye kissi se ab kya kahna.

Sumander ke liye wo lahre kya jisme sahil na ho,
Taron ke liye wo aasma kya jisme chand na ho.
Hamare liye wo raat kya jisme aap ka yad no ho.

Rahh na paoge bhul kr dekh lo yakin nahi to ,
Aajma ke dekh lo yaad aayegi hamari.
Chahe aapni  mahphil ko kitna bhi sajaker dekh lo.

Jee kare aap ke pass aaun aapke pass aaker ruk jaun.
Na baithoon na bolu bas aapke aankho me santre ka chilka nichood ker bhag jaun.

Phool kanto se door hai , mager apni khushbu se nahi.
Suraj dharti se door hai , magar apni roshni se nahi.
Hum aapse door hai , magar aapki SMS se nahi.

Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bharden,
Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de
Dost aisa ho jo zindgi ko khushi aur mobile ko SMS se bharden.

Daman me khusiya ho.. chehare pe muskan ho..
Dil se jo socho tum.. pure wo arman ho..
Duwa karte hai muskurate raho tum.. chahe zindagi ka kaisa bhi imtehan ho.

Dhalti shaam ka khula ehsaas hai , Mere dil me teri jagah kuch khaas hai.
Tumhe nahi hai maloom , per dil kehta hai ye dost tum yahi mere ass pass hai.

Dosti gunah hai to hone na dena, Dosti khuda hai to khone na dena.
Karte ho dosti jab kisi se , To us dost ko kabhi rone na dena.

Pyar karne walon ki kismat kharab hoti hai.
Her waqt intejar ki ghadi sath hoti hai.
Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena,
Dosti her rishtey se Lajawab hoti hai...

Chote  se dil ke afsane bahut hai , zindgi se zyada zakham bahut hai.
Maar dalti kab ki ye duniya, Per dosto ki duwanyo me asar bahut hai.

Ek saccha dil sabke pass hota hai phir kyon nahi sab pe viswaas hota hai.
Inssan chahe kitna hi aam ho lekin kisi na kisi ke liye Khass hota hai.

Teri dosti me ek nasha  hai, Tabhi to ye duniya hum se khafa hai.
Na karo hum se itna dosti ki dil puche teri dharkan kahan hai ?.

Ye dil pyar ke kabil na raha , koi bhi izhar ke kabil  na raha.
Is dil me bas gayi dosti aapki.. ab to chand bhi didar ke kabil na raha.

Es kadar hum  aap ko manane nikle, Uski chahat ke hum deewane nikle.
Jab bhi use dil ka haal batana chaha , To uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle.

Kushi se dil ko aabad karna .Aur gam ko dil se azad karna.
Hamari bus etni gujarish hai ki hame bhi din me ek baar YADD karna.

Dost ek saahil hai toofano ke liye , Dost ek aaina hai armano ka liye .
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,Dost ek khawaahis  hai ... aap jaise Dost ko paane ke liye...!

Dosti se badi jageer nahi, es se achchi tasveer nahi .
Ek bareek prem ka dhaaga hai , Phir bhi es se  Mazboot koi zanzeer nahi...

Kisi ko apni khubiyon ka ehsas nahi hota, Aap jaise dosto ka milna Itfaq nahi hota.
Achcha kuch kiya hoga hamne , verna aap ho sath hamare ye viswas nahi hoto.

Rab se aapki khushi mangte hai, Duaon me aapki hansi mangte hai.
Sochte hai ki kya mange aap se, chalo umar bhar ki Dosti mangte hai..

Ye chand tu chamak chahe na chamak, hame koi gum nahi....
Kyonki  ye SMS padhne wala bhi ek chand hai., jiski chamak tujh se kam nahi....!

Dopal ki zindgi , You hi beet jayegi.
Kali raat ke baad nayi subah ayegi.
Agar doston ki yadd satayegi to kasam se aapki yaad sabse pehle aayegi..!

Dosto k liye ye dosti ki saugat hogi, naye log honge nayi baat hogi.
Hum har haal me muskurate rahenge aagar tumhari dosti humare sath hogi.

Jam pe jam pine se kya fayda, Sham ko  ya subhah uter jayegi...
Are do boond Dosti ki p le, Zindgi saari nashe me guzar jayegi....!

Dosti insan ki zaroorat hai , Dil pe dosti ki huqumat hai.
Aap k pyar ki wajah se zinda hai hum , Werna khuda so bhi hamari zaroorat hai....!

Dosti ka rista purana nahi hota, ess se bada koi khazana nahi hota.
Dosti pyar se bhi pyari hai , Kyonki ess me koi dost pagal ya deewana nahi hota...!

Vaise  to kaye dost hai hamare, jaise asmaan me kaye taare.
Per aap Dosti k aasman k wo chand hai , jiske samne fikey padte hai sare sitare..!

Raate gumnam hoti hai, her din kisi ke nam hoti hai.
Hum zindgi kuch ess tarah jite hai ki her lamha sirf Doston k hi naam hoti hai..!


 
प्यार का इजहार गाड़ी धीमे चलाएं एक साल बाद स्पर्श पहली बार फ्री ऑफ चार्ज क्या-क्या न सहे हमने सितम...  सयानी  भविष्य भूल का अहसास और काम आ सकता था गिफ्ट बाकी वापस भेज दीजिए हाथ भरे होंगे संकट

खुशकिस्मत जोर से बोलो पेट्रोल खत्म चोर काम अब तक शादी नहीं हुई है निर्देशों का पालन आत्महत्या मरने के लिये तैयार दिन में कैसे ?
 
 
झूठ बोलता है  बेचारा आदमी ! शादी करा देना भूल गए तुमने कैसे जाना कल्पना कर ले बसंती खुद उठाओ डॉक्टर साहब हैं ? काश! चश्मा फैशन जानते हैं क्यों? उस वक्त कहां थे तंग आ गया हूं
 
 
माफी मांगने आते थे इसका मतलब शादी कहते हैं बीबी खा जाएगी आदमी शादी क्यों करता है ? गलतफहमी  नहीं कहा था सूना सूना लगता है कुछ समझे ? इसीलिए तो सुखी जीवन के लिए बुरा अनुभव सही उम्मीदवार  खराब याददाश्त देर से आना
 
 
प्यार का प्रमाण और कहां ठौर कंजूस नाम दीपक विश्वासपात्र देर आए पर दुरुस्त नहीं कुत्ते शादी क्यों नहीं करते शादी के बाद रौब अंग्रेज लड़की  सालगिरह एकदम से चश्मदीद गलतफहमी
 
 
साम्य रांग नम्बर प्यार की कीमत  पति भक्ति  धन्यवाद प्यारी बीबी ....  व्यापार क्या समझती हो ? नैतिक शिक्षा दाढ़ी आदत के मुताबिक  बेवकूफ इंसान कैसे बना ? तू यहां कैसे ?  पुरुषों के सुखी जीवन के लिए पांच सूत्र सलाह काम कर गई

Thursday, September 9, 2010

Sehmi si nigaho me khawab hum jaga

denge, suni si raho me phool hum
bicha denge, hamare sang muskura
kar toh dekhiye, hum aapka har gham
bhula denge…



Pee hai sharab har gali har mehkhane se,ek
dosti si ho gai hai sharab ke jam se,gujre hai
hum kuch aise mukam se ki nafarat si ho gai
mohabbat ke naam se.



gujarte hai meri saaso me tera naam aaj bhi,
dhalti hai tere intezar me meri shaam aaj bhi,
tujko mujh se bichde zamana ho gaya, magar
hoti hai tere naam se meri pahchan aaj bhi



jeevan mein shayad kabhi na mil paao, bas
bichad jaaoge tum shayad humare na ban
paao, par muskuraoge tum raat andheri hogi,
phir-bhi jhilmilaoge tum humein aur koi nahi,
bas yaad aaoge tum



Waqt guzarta raha par saanse thami
thi,Muskara rahe the Hum..Par aankhon mein
nami thi,Saath hamare yeh jahan tha Par jane
kyon aapki kami thi….



Tute khawbao ko phir sajana aata
hai,Ruthe dil ko manana aata hai…
Aap hamare gum ko dekhkar
pareshaan na ho,Humein to dard mein
bhi muskarana aata hai…


Hazaaron jhopdian rakh hoti hai,Tab ek Mahal
banta hai. Humare marne pe kafan bhi
nahi,Aur unke marne par Taj Mahal banta hai….



MAINE Dil ki MEHFIL Me Baithkar,
Fir Ek Bar Apna Dil JALAYA Hai,
Jis Pe Maine APNA Sab Kuch Luta Diya,
Aaj Usi Ne Mere PYAR Ko,
Sare-aam Jhutlaaya Hai..



Thak gaye hum unka Intezar karte karte,Roye hazar bar khud se takrar karte karte.
Do lafz unki zuban se na nikle,aur mit gaye hum unse pyar karte karte..:-(
Rah joto rahyo hu temni jindgi na chhella stop par,


Kyarek varsad ni bund aavi jay chhella mod par,

Ane te alvida pan na kahi shaki aavine “” DIU “” na staion par

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jindgi ni shu parixa karvi.?

Ahi sawalo na kya jawabo hoy6,

Laaganio pn vahi jata aansuo pase,

Jawabo kya hoy 6.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~



Utri gaya 6 e nazar thi hraday sudi,

Pahonchi gai 6 vat have to pranay sudi,

Aa intezar ni maja etli gami,

K josu ame to rah emni pralay sudi Read More
Satya

Jab yaad ka qissa kholoun tau, kuch dost bahaut yaad aate hain,
Main guzre pal jo sauchoun tau, kuch dost bahaut yaad aate hain.
Ab jaane kaunsi nagri mein, abaad hain ja kar muddat se,
Main raat gaye tak jaagoun tau, kuch dost bahaut yaad aate hain.
Kuch baatein thein phoolon jaisi, kuch lehje khushboo jaise thay,
Main shehre chaman mein tehloun tau, kuch dost bahaut yaad aate hain.
Woh pal bhar ki naaraazgiyan,aur maan bhi jaana pal bhar mein,
Ab khud se jab bhi roothoun tau, kuch dost bahaut yaad aate hain(mkm)